12/08/2026
Jab tak rahegi naari, tab tak chalegi sonaari. 💛
9K, 18K, 20K, 22K — har carat mein variety rakhne ki koshish karoge, toh capital...stock mein phans jayega.
Kisi ek carat ka haath thaamiye.
Usi mein depth banaiye.
Aur us carat ke KING baniye. 👑
Zamaana badal gaya hai,
toh business karne ka tareeka bhi badalna hoga🔥
#ɢᴏʟᴅᴊᴇᴡᴇʟʟᴇʀʏ